Random Video

Bahut Pyar Karte Hain ft Hayat - Murat || Sonu Kakkar Cover song 2017

2017-07-06 4 Dailymotion

Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Ft Hayat And Murat Full Video Song 1080p Blu Ray HD

Hayat and murat song sing by sonu kakkar


Lyrics:-
---------------------------
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam (2)
Kasam chaahe le lo (2)
Khuda ki kasam

Hamein har ghadi, aarazu hai tumhari (2)
Hoti hai kaisi, sanam bekaraari
Milenge jo tumko to (2)
Bataayenge hum
Bahut pyaar...

Hamari gajal hai, tassavur tumhara (2)
Tumhare bina ab, na jeena hamara
Tumhein yun hi chaahenge (2)
Jab tak hai dam
Bahut pyaar...

Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni (2)
Humko bhi tumse, mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari na (2)
Ab hogi kam
Bahut pyaar...